Thursday 27 February 2014

Delhi Election - A Poem on Politics



Delhi में हुए जब election इस बार
वोटो के बहुमत में कोई पार्टी न हो सकी पार

कांग्रेस ने दिया सहारा करने को कमल पे वार
लोगो से राय ले बनायीं आप ने सरकार

लोगो को लगा अब होंगे delhi के सपने साकार
आएगी सुख समृद्धि होगी शांति आपार। ।

चुकाया भी न था delhi का आभार ....
थोड़े ही दिन में धरना कर मचा दिया चारो और हा हा कार

लोगो कि दिक्कत जान्ने को delhi में लगा जनता दर्बार…
भीड़ से डर भाग खड़े हुए जिनके सर पे थी नयी शक्ति  सवार ।

हीरो बनने कि कोशिश कि  रात में छापे मार
बताया पुलिस को वजह जब उल्टा पड़ गया वार

बनाके लोकपाल का इशू assembly में मचा दी तकरार
जब बात न बनी तो कहते है गवर्नर है कांग्रेस का यार

cm से pm के सपने को करने साकार
बिना पूछे delhi वालो से गिरा दी सरकार

-Poem by Peeyush



Saturday 22 February 2014

किस्मत का खेल

किस्मत का है खेल प्यारे ....
किस्मत से ना खेल ……

आ जाए अपनी पे तो   …… 
जाने कितनो को कर देती है फैल    …

किस्मत को जो कोसे    …… 
निकल जाता है उसका तेल  ....... 

होता है जीवन में सफल वही  .... 
जो करता किस्मत का मेहनत  से मेल  ……

-Poem by Peeyush 

Wednesday 19 February 2014

Hath ka Jhadoo se mail - Poem on Politics


hath me aa gayi hai jhadoo dekho


hone wala hai naya khuch khel.....

milke lagta hai dekho is baar..
kamal ko kar denge ye fail....

banake emotional fool logo ka...
kehte hai bijli paani milegi on sale...

publicity ke liye kahenge khuch bhi..
ready hai ye jaane ko jail....

agar fir bhi na suni kisi ne to...
khelenge fir se dharne ka purana khel...

ajab gajab hai rajiniti ke ye mail
chahe jo ho bus na ho mera bharat isme fail.....



-Poem by Peeyush

Friday 14 February 2014

Mera Desh Mahaan..

aaj fir dilo me uth raha hai tufaan..
maano jaag rha ho soya hindustaan...

dekh ke nayi roshni jaag gaye fir dilo me armaan..
lag raha maano keh sakenge fir se mera bharat mahaan...

hoga na koi garib milegi mehnat ko ek nayi pehchaan...
fir se hoga desh me jai jawan jai kisan aur jai vigyan..

sata na sakega koi kisi ko majboor jaan...
corruption aur garibi se milega sabko nidaan....

ruk na jaana tum manjil ko najdeek jaan....
desh ke liye de dena tum har balidaan....

baith na jaana kabhi mushkilo ko mushkil jaan...
sone ki chidiya kehlayega fir se mera bharat mahaan..


-Poem by Peeyush 

Tuesday 4 February 2014

Rajniti ka Khel - Poem on Politics

Desh me aaya naya ek khel....
khel rahe sab jaane kaun hoga fail..

kahin hai jhadoo koi kar raha hath se mail...
soch rahe sab kaise bheje bhrasth netao ko jail...

kamal khilega desh me ya hoga fir se fail..
media nikal raha choti choti baatoein ka tail....

jud raha yuva ban raha romanchak ye khel..
jo ho wo ho bus bharat na ho is rajniti me fail...


-Poem by Peeyush 
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...