Showing posts with label hindi. Show all posts
Showing posts with label hindi. Show all posts

Tuesday, 16 July 2013

Dharti Meri Cheeni (धरती मेरी छीनी)

dharti meri cheeni tumne vriksh meere kaate..
lakeere kheech kheech desh tumne baate....
 
itna karke bhi kyu chain nahi tum paate..
bana ke dharam jaati , insaan bhi tumne baate...
 
apni jarurat ki khatir pradushan tum karte jaate...
kyu nahi apni ichao pe aaj lagam tum lagate...
 
ho jayegi nasth ye dharti nayi peedhi ke aate aate..
kyu nahi tum ek dusre ko khuch nek kaam sikhate...
 
hosh me aakar kyu nahi vriskh tum lagate...
kya dekh ke badhall dharti ko bi aaankho me aansoo nahi aate..

Sunday, 23 June 2013

Panchi



dekh ke ek panchi ko
ruk gaya main bheech raah me...
kyu akela ud raha hai wo
is khule aasaamn me..
 
kya chahat hai iski..
kya pehchan iski..
kya dhund raha hai wo..
is khule aasamman me..
 
dur tak na koi manjil hai..
najar na aa raha koi saahil hai..
kis bharose se ud raha hai wo..
is khule aasmaan me....
 
kaisi himmat hai iski..
kaisi lagan hai iski..
dekho mast ho ud raha hai wo..
is khule aasamaan me..
 
paayega jarur jo manjil hai iski..
milegi jo khushi hai iski...
nidar nirbhay ho ud raha hai wo..
is khule aasamaan me...
 
 
 

Saturday, 20 April 2013

Mit Gaye Faasle


kyu pad gaya main achambhe me..
kya badal gaya bus ek pal me...

dekh raha tha khwabo me jo..
aa gaya achanak se saamne wo..

ruk gaya waqt tham gaye raaste..
mit gaye darmiyaan the jo faasle...

aaj aayi saans me fir se saans..
mil gayi raahat hua khushi ka ehsas..

ab gujar na jaaye ye pal...
dekhu na main koi bhi akela kal...

baatane ko dil ki baat ...
choti na pad jaaye aaj ki raat..

bus pyar se baitho mere sath..
hamesha rahe in hatho me tera hath...





Friday, 12 April 2013

माता पिता

हम जब दुनिया में आये थे
संग अपने कितनी खुशिया लाये थे

माता पिता के चेहरों पे
मुस्कान बनके छाए थे

माँ ने रात गुजारी थी जाग के
लोरियों ने चार चाँद लगाए थे

पिता साथ थे हर कदम पे
ज़िन्दगी के सबक सिखाये थे

आज हो गए हम जब बड़े
क्यों उनको सबक सिखाते है

क्यों ममता और प्यार को भूल के
उनसे दूर हो जाते है



Wednesday, 30 January 2013

समानता का कैसा इनाम

DICLAIMER: This poem is written targetting a small section of girls who thinks doing wrong things make them equivalent to boys. This is not to hurt anyone's feeling.

लड़का लड़की एक सामान
पर ये समानता का कैसा इनाम

हाथ में सिगरेट चेहरे पे मुस्कान
ये समानता का कैसा इनाम ....

गन्दी आदतों में सोचे अपनी शान
ये समानता का कैसा इनाम

न कोई शर्म न बड़ो का मान
ये समानता का कैसा इनाम

मुश्किल में बन जाये नाजुक नादान
ये समानता का कैसा इनाम

चलाएंगे गाड़ी चाहे न हो चलाने  का ज्ञान
ये समानता का कैसा इनाम

करके नक़ल लडको की माने खुद को सामान
ये समानता का कैसा इनाम

देख के इस परिभाषा को रह गया मैं हैरान
ये समानता का कैसा इनाम

लड़का लड़की एक सामान
पर ये समानता का कैसा इनाम


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...